Ehd E Wafa Lyrics

Ehd-E-Wafa Lyrics..





Kasy manu hai tu hai

juda mujh say

Souch kar dil nedhal

hota hai.


Tu nahi samne magar

phir bhi

Dil mein tera khayal

hota hai


Tere Aik adaa kay

naam kiya

Sab ehd-e-wafa kay

naam kiya


Sab ehd e wafa kay

naam kiya


Lakhon ky daar per

bethy hai

Kuch yaar purane aur

aik tum


Dil say ho kar

guzry mere

Woh beethe zamane

aur aik tum


Teri aik adaa kay

naam kiya...

Sab ehd e wafa kay

naam kiya


Sab ehd e wafa kay

naam kiya


Yaaron ky sukh bhi

aur ghum bhi

Teri yaadon kay ye

mosam bhi


Ankhon mai utra ye

nam bhi

Ye rasta bhi aur

hamdam bhi


Tu lagta hai pyara

itna

Is merey dil mai

hai jtna


terey aik adaa kay

naam kiya

Sab ehd e wafa kay

naam kiya...


Sab ehd e wafa kay

naam kiya


jeene ki baat say

yaad ayaa

Kis hall mein tum

rehty ho gay


Jo keh skty thy

bus mujh say

Kis ko ja kar

kehty hogay


Aik dil hi bacha

tha pass apny

Woh bhi hum haar

kay aye hai...


Aik terey honthon

kay sadke

Sab khushiyan waar

kay aye hai


Rang ankhon ka

terey yaadon sa

Woh lehja terey

baaton ka


Woh khusbu terey

anne ki

Woh dhaga terey

wadaon ka..


Tu lagta hai

pyara itna

Is merey dil mein

hai jtna


Teri aik adaa kay

naam kiya

Sab ehd e wafa kay

naam kiya


Sab ehd e wafa kay

naam kiya.....

Comments

Popular posts from this blog

Is Kadar Pyar Hai Tumse ae Humsafar

Trust Issues lyrics

Aajkal Tere Mere Pyar Ke Charche