Tera Milna Pal Do Pal Ka
Tera Milna Pal Do Pal Ka
Chaaha Hai Tujhko
Chaahat Se Jyaada
Samjha Hai Tujhko
Mohabbat Se Zyaada
Yeh Main Jaanta Hoon
Yaa Mera Dil Jaanta Hai
Tera Milna Pal Do Pal Ka
Meri Dhadkane Churaye
Darr Hai Mujhe Pyaar Tera
Meri Jaan Le Na Jaaye
Tu Bataa Kis Tarah
Jiya Jaaye Haay Haay
Tera Milna Pal Do Pal Ka
Meri Dhadkane Churaye
Darr Hai Mujhe Pyaar Tera
Meri Jaan Le Na Jaaye
Tu Bata Kis Tarah
Poochho Na Kya Hota Mujhe
Paas Jo Tu Na Ho To
Ruke Meri Saanson Ki Laher
Soch Zara Yeh Tu Bhi
Pyaar Mein Tere Mujhe
Diya Hai Jo Waadon Ka Zaher
Kis Tarah Zaher Yeh
Piya Jaaye Haay Haay
Tera Milna Pal Do Pal Ka
Meri Dhadkane Churaye
Dar Hai Mujhe Pyaar Tera
Meri Jaan Le Na Jaaye
Chupke Chupke Dil Mein Tune
Aag Laga Di Yeh Kya
Main To Teri Yaadon Mein Jala ..HO
Lakh Sambhala Phir Bhi
Dil Yeh Deewana Mera
Imtihan Aur Kya
Diya Jaaye Haay Haay
Tera Milna Pal Do Pal Ka
Meri Dhadkane Churaye
Darr Hai Mujhe Pyaar Tera
Meri Jaan Le Na Jaaye
Tu Bata Kis Tarah
Jiya Jaaye Haay Haay...

Comments
Post a Comment